Chand raat ko sabhi dekhain hilaal-e-eid ko, Ik hamara hi naseeb kharabtha hadiyan tudwa gaye, Hum tho chand ke nazaare main khoye hue the, Bus achanak CHAND KA ABBA wahan pe aa gaya\"
Jab Abba ponchey hadiyan todney, bhai yeh sher pad rahey the: Tujhko dekhenge to sitare bhi zia maangen ge, Pyaase teri zulfon se ghatta maange ge, Apney maathe se yun aanchal ko na sarkaa dena, Varna BUDDHE BHI JAWAANI KI DUA MAANGE GE\"