Moderator: The Moderator Team
indiabo wrote:ab hogaii ghalti hogai ab ky bachche ki jaan leletey kya????????
sab baataan chhodo abbhi shehraan ku gaya dost ke saath aur machchhi khaaya...
teen pieces 22 rupye ko diya chaahussh mazaa aagaya...
magar juice peena bolke bahut dil bolra tha ... aur yeh police juice ke dukaana 11 baje ban karrra deri..............

Arey ustaad Juice ki dukaan se yaad aaya... mallepally badi masjid ke paas... woich ji Anjuman ke piche hai so... wo juice ki dukaan... juice bada kilaas ka milta... waha ka juice ek baar try karo...
indiabo wrote:Isi baat yaad aaya.
yeh gym ka shokh.
Bachcho ke seene phule hue, zara tan ke chalna, subah shaam gym ke baare mein sochnaa, teen teen ghante exercise karna, juice peena,
us pese ghar walon ku dam, chane khaa khaa ke sade badbo ke paada maarna hahahahahah![]()
bade ajeeb dina rehte aur takhreeban sab kabhi naa kabhi gym ka shokh thoda to bhi pakadte
........
Hi,
Only for those ppl who can read and understand Hindi......tooooo goood
This is one of the classiest Hyderabadi joke you may ever come
across..... It's an old Hyderabadi nugget... Enjoy this..it is really funny
if u know Hyderabadi slang!
In Hyderabad we have our own little SHOBAN . His name is Chotu. His
father is ambitious to educate Chotu. Chotu goes to school located in
Tappachaputra. Its
principal is educated in Urdu high school and claims that he passed tenth
class!
There is a school inspection the next day and the conversation is asfollows
:
Teacher, "Kal inispector ayinga. Kochchanaa (questions) puchinga. Sab
achchaa padkey aau. Koi galath answer deengaa naa tho main uske pairaan
thodtoon."
Chotu, "Iski maakki. Kyun aara inispector? Kaam nai hai usku? Kya
kochchanaa puchta kathey?"
Teacher, "Abey tereku kaiku re, tu kal school aanaaich nai. Tu tera moo
khola to gaaliaan nikaltay. Tereku main absent nai daalthaun. Ghar pe
baithkey gotiyaan
khel. Tu school aayingaa to inispector ke saamney mere izzat ki biryaani
karke khaaingaa tu."
So our Chotu is excited, goes home and tells his father that he is not
going to school the next day.
Father, "Yeah kyaa hai..ischool hai paan dabba hai? Gaand pay maartoon
saale tu ischool nai gaya to!"
Chotu, "Arey Bava, mera teacher bola nakko aao bolke."
Father, "Usku akhal hai! Begum suno! Chotu ischool nai jayinga kathey
kal. Agar ino ischool nai gaya to kaise padhinga? Chotu, agar tu kal ischool
nahin gaya naa, tere haathan pairaan thod daaltaun."
So Chotu cries and finally agrees to go to school. Next day at in school,
the teacher is very upset to see Chotu back.
Teacher, "Arey Teri maakki. Nakko aao bole to bhi kyun aaya re?"
Chotu, "Mera bava gaand phodtaon bola ischool nai gaya to."
Teacher, "Offo! Tera bava bola? Theek hai chal. Last bench pe baith aur
inispector aya to chhup jaa... Dikhnaich nai. Kuch bhi gadbad karinga naa
meri noukri gaand lag jayingi."
So Chotu goes and sits on the last bench hiding behind a tall guy.
Inspector comes for the visit.
Inspector, "Adaab."
Teacher, "Adaab saab. Bachen acha padrain saab. Kochchanaa puchey to
answeraan yun bolte."
Inspector, "Abaa? Offo! Ithney kilever(clever) hai aapke bachchey?
Achchaa, ek bahuth easy sawaal - Hamarey body mein sab se nazook cheez kaun
si hai?"
Teacher, "Arey Imtiyaz tu bata rey!"
Imtiyaz, "Saab, Kaleja saab."
Inspector, "Aisa! ...... woh kyun?"
Imtiyaz, "Saab, kaleja hai to sab kuch hota. Agar who gaya naa, kuch bhi
nahin hota saab!"
Inspector, "Abaa, kya tez potta hai rey! Aur koi?"
Teacher, "Arey Akram, tu bata re."
Akram, "Saab bheja saab. Bhejey ku khuch bhi hua to kuch yaad nahin
rehta saab. Haathaan pairaan kaam nai karthey,iscooter ku kick bhi nai maar
sakthey saab."
Inspector, "Abey Teacher, kya kya padaaraa re inku tu. Chutiye ke
jaiseich answeraan bolrai naa!!"
In the meantime Chotu is trying very hard to hide but Inspector sees
him. He thinks Chotu is hiding because he does not know the answer.
Inspector, "Woh last bench pe yun jhuk ke baithaa naa woh pottey ka naam
kya hai?"
Teacher, "Kaun saab? .......Woh! (iski bhain ku, kaiku dikhaa re tu) Woh
Chotu hai saab."
Inspector, "Chotu? Ye kya naam hai? Kahan-kahan se lagaathey re bhai
naamaan! Chotu, woh lambu ke peechchey kaiku chchup raa tu?"
Chotu, "Saab main moo khola to teacher maaringi saab."
Inspector, "Tereku yaa mereku??"
Teacher, "Arey kya baath kar reh saab, main kaiku maarthaum aapku. Ye
potta ekdam badmaash hai saab, jhoot bolraa. Abey Chotu, answer maloom hain
to bol nai tho khaamoosh baith jaa mere baap tere pau padthaum."
Chotu, "Saab answer Gaand hai saab."
Teacher, "Allah!! Ino moo khola to meri gaand lag gayi re!!!"
Inspector, "Abey kyaa to bhi bolra re! Sharam kar badon ke saamney
aisaich baathaan karthey! Yeich sikhaaye tumhaarey amma-bavaa? Gaand kahaan
kaa
answer hai re?"
Chotu, "Hau saab, gaand ich sabse naazook cheez hai. Kaiku boletho
wahaan pe dilli mein baamb phata, to yahan Hydrabad mein apni gaand phat
thi... Yahaan old city mein gadbadaan shuru
hothey, wahaan new city mein sabki gaand phat thi... Uttaa kyoon saab,
main yeh answer bolraun naa, mere teacher ki gaand phatrai dekho!"

computer pe baithne ka mauqa nai milra
bhaiyya aaye ve hai na chuttiyo pe toh unke saath hi busy rehrau
dhakkan wrote:hamaare bhai logo ku mera salaam katay!!!!bhai saab maafi maangtau kya hora boletoh computer pe baithne ka mauqa nai milra bhai bhaiyya aaye ve hai na chuttiyo pe toh unke saath hi busy rehrau lekin aap loga toh hamesha dil me hai mere...hamaare zafar bhai shaadi me ek shart pe aate apan......marfa rehna aur meri aur khan saab ki taraf se ek pudine ka badaa haar aur apne poore abbu chunnu khaja patel rasheed afroz ismail jhagir sob ki leke aatau shaadi me mai...bolo hai manzooor?
potti itte local chaale kari
aray yaaro lekin nai boldiye toh ladki pe kya guzarti kisu maloom}
indiabo wrote:Adil bhai aur dhakkan bhai kyaaa sunaaoun aapko .
Aaj ek case hogaya... mama
7 baje ki baat hai, ek dost aaya aur bola necklace road jaayinge mama . hum bhi khush hogaye aur theek si T shirt daal le ke nikalliye.
Ab hamare haath pe plaster hai zara yaad dila doun. ( i can turn my elbow to fold and hang it from neck).
Ab jaisa hi gaya hamare dost saab phhuuuk te bahut uno bole mamu zara do cigrette to pakdo to hum 8 rupe cigreete leliye.
itni der mein ek family pe nazar padi do teen bachchiyan phir rein te.
Ab necklace road po public ki ambaar hai. kahan dekhrain ki............to lite leke hum aage chal rain the sheikh...........
itni der mein woicch do pottiyan bazoo se jaate jaate bole
"logon ke haatha tootne par bhi ghoom naa nahin chhodte"
ari kya boloun bhai.
palatke mein bola
" apni haalat dekho behenji" uspe khikhilaa ke hase bhai.
Ab hamare dost ku josh chadgaya bolrein mama pottiyan tumhaare pe line daalraein ((zara allah ke shukr se hum khoobool surat dikhte)
to hum bhi tehergaye aage jaake. ab unlogon paas mobile aur lght dikhrein nokia 1100 se dkharein...
bhai bas itni der gheerat jaag gayi bade cheap gharaane ke hai bolaa aur aage nikalgaya bhai..
aur rasta bhar potta bolte raha kya hai re bhai
magar chance to tha bhai.
shukr hai imaan ki hifaazat hogai![]()
![]()
![]()
dhakkan wrote:khan saab tum sahi bole yaaro jo potti itte local chaale kari toh dil nai bolta yaaro pataana!!!pataana toh dil usku bolta jo zara nakhre bataake zara moo chuda ke ghoom jaati so..........lekin woh sob nautankiya kaiku bhai khan saab hamaare adil bhai jo post me likhe na woh hi sab karo tum bhi jaake potttiyan dekho logo ke gharon me kya hai boletoh loga bhot pottiyo ku ghar me chupa ke rakhe we hai kisku malooom chand ka tukda milgaya toh???????hamaare adil saab tum bhi baday fursat m,e likhe saab woh post ittti hasi aayi kasam khuda ki owh dina yaad aa agye jab hum bhaiyya ke liye ladkiyan dhoondh leteve phirre thay....achche se achche bure se bure logo se paaala padha bhai hamaare us darmiyaan me.......lekin pastriya chudwe thande phugat me dabaa liye samjho logo ke gharo ku jaake....tum bhi agar pasand aa bhi gayi ladki toh bhi chup chichore panay ku jaao doosre ladkiyo ke gharon ku{aray yaaro lekin nai boldiye toh ladki pe kya guzarti kisu maloom}...nakko bhai waisa nakko karo jo pasand aayi usku ich shaadi karlo aur mai marfa stage tak laake bajaane lagaatau aur aap ke waalid saab ku boltau uncle hamaare adil bhi k ich shaadi karrai uncle plss enjoy kar lene do{agar unhu bole nahi beta iske baad aur teen karaaane wala hu adil ek shaadiyan boletoh?}phir bhi enjoy karinge kaiku bole toh loga aksar pehle shaadi ke baad ke shaadiyan chup chaap me kar lete band vand nahi rehta...
Mere dosta bhi batare the ke neckalce road pe shaam hote ki itte maala aate bas poochna nai.....
baad mei yaad kare to hasi aati.....
poore potte pottiya mere khayal se BPO's mei job karne waale
Return to Dakhni-Mehfil - The Old World Hyderabad
Users browsing this forum: No registered users and 1 guest
{{todos[0].text}}