Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo
Log muth-thi bhar namak liye ghooma karte hain
Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo

Moderator: The Moderator Team
dilkibaat wrote:Dil patther ka bana liziye
-----------------------------
Koi na ban saka rajdar apka, to kya hua
Apne dil ko hi apna sathi bana liziye
yakinan sapne tut kar bikhrane kay liye hote hain, par
kuch sapne sahej rakhiye kabhi, kabhi tutne na diziye.
abhi waqt aapse aagey nil gaya,to kya hua,
aap hi zitayge bas yakin ka mashaal zalaye rakhiye.
rorokar is jahan main jee to lete hain sabhi, shayad
jeena aansan ho jaa, hasin ko bus hotho pe saja lijiye
baat kahna ka sabka apna apna tarika hota hain
zuban kuch na kar sake to ankhon say kaam liziye
tabahi sisha a dil ka dekhkar sir kyon pithte hain
aap bhi auron ki tarah dil patther ka bana liziye
Mayavi Morpheus wrote:Tumhe kya pata gum kya hota hai..
Tumhe kya pata gum kya hota hai...
Tumhe kya pata gum kya hota hai...
Tumne to hamesha cello tape use kiya hai.
azazel wrote:Dilkibaat saab, waah waah..
arey, BM bhai..mood me nai ho kya?? bass waah waah..no shayari from yer end??
Return to Dakhni-Mehfil - The Old World Hyderabad
Users browsing this forum: No registered users and 2 guests
{{todos[0].text}}