kaali kaali Saali ne, moTe moTe SaaloN ne

Moderator: The Moderator Team
Happy Hyderabadi wrote: BM Sahab, phir duharaunga:
Vyas, Gopal ji, ki Prarthana:
"Patni sirf Ardhangin hai
Sali to Sarvangin hai ...
Patni Sukha Khajur hai
Sali Chhalakti Rasgulla ...
Patni do ya na do, Hey Bhagwan,
Sali Mujhe Zarur Do!"
![]()
![]()
![]()
BM wrote:hameN to peeT liyaa mil ke SAALI, SAALON ne
kaali kaali Saali ne, moTe moTe SaaloN ne
Happy Hyderabadi wrote:BM wrote:hameN to peeT liyaa mil ke SAALI, SAALON ne
kaali kaali Saali ne, moTe moTe SaaloN ne
Apke "Saali aur Saala" ka zikr sunkar,
"Ek Saale ka " counter zikr arz hai.
Gharwali hai akeli,
Saala hai aya Sasuraal se!
"Aji sunte ho, Bhai aya,
Bazar jao Malai Mithai lao!"
Joru ka Bhai woh, kaha 'sunte ho'
Jauhar kya woh, Saala ...
"Ghoda" kya main,
"Sawar" kya mera Sala.
Shikayat sunane nikla
Minister ke Ghar ku
Woh khud gaye the apne
"Saale" ki khidmat mein!
![]()
![]()
BM wrote:Mazahiya shayari
Kamaata nahin hun itni ke tujhe roze khilaoon
Aaati hai to aaa ja, ya kisi aur ko pataooon
Mohabbat mujhay un jawano se hai
Jo khatay peetay gharano se hain
Khuda karay sab haseenaaon ke baap mar jaain
Maut ka bahana ho aur hum in kay ghar jaain
Wo larayeee hi kya JISME DO CHAAR Gaaliyan na ho .....
ARE Wo SASURAAL HI kya jahan koi Saali na ho!!
"JUICE peene ka mazza cup mein nahin ........GLass mein hota hai
GREEting card dene ka mazza GHARwali ko nahin SAALi ko hota hai"
BM wrote:Mazahiya shayari
Khuda karay sab haseenaaon ke baap mar jaain
Maut ka bahana ho aur hum in kay ghar jaain
"
Imran wrote:BM wrote:Mazahiya shayari
Kamaata nahin hun itni ke tujhe roze khilaoon
Aaati hai to aaa ja, ya kisi aur ko pataooon
Mohabbat mujhay un jawano se hai
Jo khatay peetay gharano se hain
Khuda karay sab haseenaaon ke baap mar jaain
Maut ka bahana ho aur hum in kay ghar jaain
Wo larayeee hi kya JISME DO CHAAR Gaaliyan na ho .....
ARE Wo SASURAAL HI kya jahan koi Saali na ho!!
"JUICE peene ka mazza cup mein nahin ........GLass mein hota hai
GREEting card dene ka mazza GHARwali ko nahin SAALi ko hota hai"
bahut khoob Bm sahab![]()
mysterious babe wrote:BM wrote:Mazahiya shayari
Khuda karay sab haseenaaon ke baap mar jaain
Maut ka bahana ho aur hum in kay ghar jaain
"
yeh mat bhulo ke kisi din tum bhi kisi haseena ke baap banoge
BM wrote:mysterious babe wrote:yeh mat bhulo ke kisi din tum bhi kisi haseena ke baap banogeBM wrote:Mazahiya shayari
Khuda karay sab haseenaaon ke baap mar jaain
Maut ka bahana ho aur hum in kay ghar jaain
"
No chance
CtrlAltDel wrote:BM wrote:mysterious babe wrote:yeh mat bhulo ke kisi din tum bhi kisi haseena ke baap banogeBM wrote:Mazahiya shayari
Khuda karay sab haseenaaon ke baap mar jaain
Maut ka bahana ho aur hum in kay ghar jaain
"
No chancekyon bhai? why rule out the possibility with such certainity? kuch gadbad hai kya?
BM wrote:CtrlAltDel wrote::? kyon bhai? why rule out the possibility with such certainity? kuch gadbad hai kya?
Koyi gaRbhaR nahi hei, I have only "Sons" and now no more
Return to Dakhni-Mehfil - The Old World Hyderabad
Users browsing this forum: No registered users and 1 guest
{{todos[0].text}}