Moderator: The Moderator Team
Zafar Pahelwaan wrote:Subah 4 baje uthna, necklace road po jaako jogging karna aur 5:30-6 am baje tak waapis yakutpura taalim ku aa jaana, uske baad kasrat karke, zora wora karko thandai peliye uske baad paaani waani naha liye phir sidha barkas haleem khane ku.
pasha bhai ki haleem arey woich barkas mei ghuste kich pehli haleem ki dukaan.
kya maze ki rehti thi yaaro.
aaj achanak baithe baithe haleem yaad aagayi to socha aap logo ko bhi yaad dila du.
CtrlAltDel wrote:straight beyond charminar, via falaknuma, chandrayangutta, keshavgiri, close to the CRPF base.
CtrlAltDel wrote:is haleem available there thru out the year? where exactly in barkas is this shop?
achche khaane ke liye kitta bhi duur jana pade, kam hai...akhilis2cool wrote:CtrlAltDel wrote:straight beyond charminar, via falaknuma, chandrayangutta, keshavgiri, close to the CRPF base.bahut duur hai!
mere ghar ke paas (secbad) tho Paradise ki biryani sabse mashoor hai..Zafar Pahelwaan wrote:Qali pate poochte rehte ya apne gharo ke paas ke special dishes bhi batate.
hau...jab jaunga tab boltoon...Zafar Pahelwaan wrote:jo bhi barkas ku jaara mere ku pehle inform karo, mai bhi saath chalto bhot dina hogaye haleem nahi khaye.
Zafar Pahelwaan wrote:Subah 4 baje uthna, necklace road po jaako jogging karna aur 5:30-6 am baje tak waapis yakutpura taalim ku aa jaana, uske baad kasrat karke, zora wora karko thandai peliye uske baad paaani waani naha liye phir sidha barkas haleem khane ku.
pasha bhai ki haleem arey woich barkas mei ghuste kich pehli haleem ki dukaan.
kya maze ki rehti thi yaaro.
aaj achanak baithe baithe haleem yaad aagayi to socha aap logo ko bhi yaad dila du.
Zafar Pahelwaan wrote:Qali pate poochte rehte ya apne gharo ke paas ke special dishes bhi batate.
Arey hyderbad ke naam pe yeh akhilis dhabba hai, isko barkas nahi maalum.
bhai apna poore chaausha wahi rehte, chotha saudi arab hai,
jo bhi barkas ku jaara mere ku pehle inform karo, mai bhi saath chalto bhot dina hogaye haleem nahi khaye.
that side, my dear boi, is the real heart of hyderabad....akhilis2cool wrote::roll: usme itti kya badi baat hai? us taraf kabhi gayahi nahi mein...
Syed Adil wrote:Bhai yeh to baat sahi hai, hyderabad ka real heart old city mei hi hai.
ek se ek chikne itema rehta, mai to kam se kam week mei ek dafa to bhi jaata tha wa pe (Jab mai hyderabad mei rehta tha). ek se badke ek khubsoorat ladki aur ek se badke ek chaalu.
khaane to bas pochi nakko.
shalibande ki lassi wow! aaj bhi muh mei paani aa jaata sonche to.
shahran ke kawaaba. ahaaaahaa kya bolu.
Choice ki biryani purani haveli mei
chaaush ka chaakna.
and last but note least farasha ki chaye.
waah
aaj to full maze hogaye mere.
Zafar Pahelwaan wrote:CtrlAltDel wrote:Pahelwaan-ji, aap kal fhdb meet pe aaiye, hum udhar baat karinge...
chalo theek hai.
abhi aaj kal mei mai ek aisa topic cherna waala hu, jiske aagey pehley ke saare boards phike pad jayenge.
Imran Khan wrote:Zafar Pahelwaan wrote:CtrlAltDel wrote:Pahelwaan-ji, aap kal fhdb meet pe aaiye, hum udhar baat karinge...
chalo theek hai.
abhi aaj kal mei mai ek aisa topic cherna waala hu, jiske aagey pehley ke saare boards phike pad jayenge.
Zafar Bhai !!!
topic ka Intezaar hain
Akshay wrote:Zafar bhai
aapki hyderabadi sunke bahut acha lagra, bahut kilaas hai is mei, sunaate rahiyega. Ye naachiz ko bhaut salon se barkhas ki sair karne ka tamanna hai, kabhi allah ka rahem hai tho woh khwaish bhi poori hogi.
Khuda haafiz, hyderabad zindabad.
Return to Dakhni-Mehfil - The Old World Hyderabad
Users browsing this forum: No registered users and 3 guests
{{todos[0].text}}