ChunnuMia wrote:Salam allay kum ...
Welcome, "CM" ..."Cool Mia"








Moderator: The Moderator Team
ChunnuMia wrote:Salam allay kum ...
HH wrote:Mehfilwaley ... Sab Ko Salam / Namaskar / Good Day ... Welcome, Mehfil Of FHDB ... "Cool Mia"![]()
... "BM" Sahab ... "Cool God" ... C-A-D "God" ... Kya Karengey ... Gap Maarengey ... Gaanaa Gaayenge ... Aagayaa June Ka Mahinaa ... Jhoom Jhoom Kaa MahinaaYaa ...Sirf "Paani" Lekey Aaraam Kareyngey
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Owaisi wrote:...Lal Bus ***** ...
I_M_A_D wrote:HAHAHA ... chalo baas hai tumlogoan ka ich padhtau.
- are ...
- kya be ...
- kaiku re ...
*****
...
challe mia akdoo wrote:... salaam ...
HH wrote:Hussain Sagar Ke Kinare
- Salaam ... Hussain Sagar Ke Kinare Aaney Mein Der Kar Diye ... Chaleygaa ... Ab Jaayengey ... Necklace Road ... Eat Street Ku ... Aur ...
- Miyaan Yeh Bataao ... Kahanku Gaye Baal Kataaney ... Kittey Kharch Kiye ?...!
- Hamarey Bastimech ... 30 Rupaye Liya ...
- Hajaam Ke Paas ... Yaa Aur Bhi Kahin ... Sunaa Hai ... Sadak Wala Hajaam 10 Rupaye Letaa ... Dukaan Wala 30 Yaa 50 ...
- AC Shop Wala 250 Yaa 500 Bhi Letey Sunaa ....
- Lagtaa Hai DOCTORAAN Bhi Hajaamich Hain ...
- Ain ... Woh Kaise![]()
- Feesaan Leney Mein Bhai ... 100 / 200 / 500 Bhi Letey Dekhnekoch ... Dawaa ... Ilaaj Alag Ko Paise Padtey ...![]()
Xeno wrote:HH wrote:Hussain Sagar Ke Kinare
....
- Lagtaa Hai DOCTORAAN Bhi Hajaamich Hain ...
- Ain ... Woh Kaise![]()
- Feesaan Leney Mein Bhai ... 100 / 200 / 500 Bhi Letey Dekhnekoch ... Dawaa ... Ilaaj Alag Ko Paise Padtey ...![]()
Sahi bolay***** hain aap HH saab,
Doctors bhi Hajam***** banke baithey hain,Isliye mein doctore nai bana,naito aaj mein bhi hajam kahlata tha..
J Bhai! wrote:Ek zabardast joke hai magar thodi bhout chichori hai ab dekho yape jisko bhi chichorey jokaan nai pasand unu mera post aagey nakko pado....
Hyderabad mein toh ab dekho har galli mein ek iskul khulgaya, ab aisich tappachabutra ki ek galli mein ek iskul tha Saint Ayesha High School bolkey tha aur waape Chotu bolekey ek bachcha pardhta tha. Chotu ke baava apney bachey ku padaakey likhaake bada aadmi banana sonchte they. Chotu ko iskul ke principul saab Urdu Medium se padewe thay aur jab dekho jab boltey rhete 'Mein pada likha 10th pass hu miya'
khair... chotu ke iskul mein dusrey din iskul inispekshun honay waala rheta.... and the convo goes as foll....
Teacher, "Kal inispector ayinga. Kochchanaa
(questions) puchinga. Sab
achchaa padkey aau. Koi galath answer deengaa naa tho
main uske pairaan thodtoon."
Chotu, "Iski maakki. Kyun aara inispector? Kaam nai
hai usku? Kya kochchanaa puchta kathey?"
Teacher, "Abey tereku kaiku re, tu kal school aanaaich
nai. Tu tera moo khola to gaaliaan nikaltay. Tereku
main absent nai daalthaun. Ghar pe
baithkey gotiyaan khel. Tu school aayingaa to
inispector ke saamney
mere izzat ki biryaani karke khaaingaa tu."
So our Chotu is excited, goes home and tells his
father that he is not going to school the next day.
Father, "Yeah kyaa hai..ischool hai paan dabba hai?
Gaand pay maartoon saale tu ischool nai gaya to!"
Chotu, "Arey Bava, mera teacher bola nakko aao bolke."
Father, "Usku akhal hai! Begum suno! Chotu ischool nai
jayinga kathey kal.
Agar iney ischool nai gaya to kaise padhinga? Chotu,
agar tu kal ischool nahin gaya naa, tere haathan
pairaan thod daaltaun."
So Chotu cries and finally agrees to go to school.
Next day at inschool,
the teacher is very upset to see Chotu back.
Teacher, "Arey teri maakki. Nakko aao bole to bhi kyun
aaya re?"
Chotu, "Mera bava gaand phodtaon bola ischool nai gaya
to."
Teacher, "Offo! Tera bava bola? Theek hai chal. Last
bench pe baith aur inispector aya to chhup jaa...
Dikhnaich nai. Kuch bhi gadbad karinga naa
meri noukri gaand lag jayingi."
So Chotu goes and sits on the last bench hiding behind
a tall guy. Inspector comes for the visit.
Inspector, "Adaab."
Teacher, "Adaab saab. Bachen acha padrain saab.
Kochchanaa puchey to answeraan yun bolte."
Inspector, "Abaa? Offo! Ithney kilever(clever) hai
aapke bachchey? Achchaa, ek bahuth easy sawaal -
Hamarey body mein sab se nazook cheez kaun si
hai?"
Teacher, "Arey Imtiyaz tu bata rey!"
Imtiyaz, "Saab, Khaleja saab."
Inspector, "Aisa! ...... woh kyun?"
Imtiyaz, "Saab, kaleja hai to sab kuch hota. Agar who
gaya naa, kuch bhi nahin hota saab!"
Inspector, "Abaa, kya tez potta hai rey! Aur koi?"
Teacher, "Arey Akram, tu bata re."
Akram, "Saab bheja saab. Bhejey ku khuch bhi hua to
kuch yaad nahin rehta
saab. Haathaan pairaan kaam nai karthey,iscooter ku
kick bhi nai maar sakthey saab."
Inspector, "Abey Teacher, kya kya padaaraa re inku tu.
Chutiye ke jaiseich answeraan bolrai naa!!"
In the meantime Chotu is trying very hard to hide but
Inspector sees him. He thinks Chotu is hiding because
he does not know the answer.
Inspector, "Woh last bench pe yun jhuk ke baithaa naa
woh pottey ka naam kya hai?"
Teacher, "Kaun saab? .......Woh! (iski bhain ku, kaiku
dikhaa re tu) Woh Chotu hai saab."
Inspector, "Chotu? Ye kya naam hai? Kahan-kahan se
lagaathey re bhai naamaan! Chotu, woh lambu ke
peechchey kaiku chchup raa tu?"
Chotu, "Saab main moo khola to teacher maaringi saab."
Inspector, "Tereku yaa mereku??"
Teacher, "Arey kya baath kar reh saab, main kaiku
maarthaum aapku. Ye potta ekdam badmaash hai saab,
jhoot bolraa. Abey Chotu, answer maloom hain to
bol nai tho khaamoosh baith jaa mere baap tere pau
padthaum."
Chotu, "Saab answer Gaand hai saab."
Teacher, "Allah!! Ino moo khola to meri gaand lag gayi
re!!!"
Inspector, "Abey kyaa to bhi bolra re! Sharam kar
badon ke saamney aisaich baathaan karthey! Yeich
sikhaaye tumhaarey amma-bavaa? Gaand kahaan
kaa answer hai re?"
Chotu, "Hau saab, gaand ich sabse naazook cheez hai.
Kaiku boletho wahaan pe dilli mein baamb phata, to
yahan Hydrabad mein apni gaand phat
thi...
Yahaan old city mein gadbadaan shuru hothey, wahaan
new city mein sabki gaand phat thi... Uttaa kyoon
saab, main yeh answer bolraun naa, mere
teacher ki gaand phatrai dekho!"
Imran Khan wrote:J Bhai! wrote:Ek zabardast joke***** hai ...
![]()
![]()
![]()
![]()
Wah... Wah ...Bahut Khoob
Return to Dakhni-Mehfil - The Old World Hyderabad
Users browsing this forum: No registered users and 4 guests
{{todos[0].text}}