Some of my contributions:
Naak Me Rassi ( When you are irritated)
Bewakhoof ( Brainless fool)
Ghar Ki Murgi Dal Barabar ( denotes underestimation and devalue)
Hyderabad ki Kutney ( gossip queen)
Naach na aaya to angan theda ( To make excuses)
Sabar ka Phal Meetha ( Patience begets fruit)
Naali ka Keeda ( rotten apple)
Jaisa karoge waisa bharoge ( Reap what you sow)
Aankh Mey Cholee ( Blind folded Hide and Seek game)
Billi ke khab me chichde hi chichde ( To dream big)
Daane Daane pe Likha hai Khanewale ka naam ( Divine Equity)
Pathar ki Lakeer ( Etched in stone)
Iski topi uske sar pe (manipulative tactics)
akhal ka andha kaan ka kachcha ( gullible, naive, )
Jawari ki roti mirchi ki chutney aur bumblemachchi ( hand to mouth)
anjaan maarna ( to ignore)
Eid ka chaand ( rare appearance )
Lahol Billa Quwatt ( say this verse when troubled with Shaitaan, devil or dayyam ) ( GodDamn)
Hope I made this easy for the readers
